Have Fun !

Have Fun !

Monday, December 30, 2013

Kabhi Kabhi Aditi - Jane Tu Yea Jane na

Kabhi ka(Gm)bhi Aditi zinda(Gm)gi mein yuhi koi (Cm)apna lagta hai.
Kabhi ka(Gm)bhi Aditi wo bich(Gm)har jaaye to ek (Cm)sapna lagta hai.
Aise mei koi (Gm)kaise apne (Gm)aansu o ko (Cm)behne se roke?
Aur (F)kaise koi sochle every(Gm)thing’s gonna be ok?


Kabhi ka(Gm)bhi to lage zinda(Gm)gi mein rahi naa khu(Cm)shi aur naa mazaa.
Kabhi ka(Gm)bhi to lage har (Gm)din mushkil aur (Cm)har pal ek sazaa.
Aise mein koi (Gm)kaise musku(Gm)raye, kaise (Cm)hasde khush hoke?
Aur (F)kaise koi soch de every(Gm)thing gonna be ok?


(A#)Soch jara jaane(Cm)ja tujhko hum (A#)kitna chahte hai.
(Gm)Rotein hai hum bhi a(F)gar teri ankhon mein (A#)aansu aate hai.
(Gm)Gaane to aata na(Cm)hi hai magar phir (Cm)bhi hum gaate hai(Gm).
Ke Aditi (Cm)maan kabhi, kabhi (Cm)saare jahan mein an(F)dhera hota hai;
Lekin (Cm)raat ke (Gm)baad hi to sa(F)vera hota hai(F).


(A#)Tu khush hai to la(Cm)ge ke jahan mein (A#)chhaayi hai khushi.
(Gm)Suraj nikle (F)baadlon se aur (Gm)baatein zindagi.
(Gm)Suun to jara mad(Cm)hosh hawa tujh(Cm)se kehne la(Gm)gi.
Ke Aditi (Cm)wo jo bichhad-te hai (Cm)ek na ek din (F)phir mil jaate hai;
Aditi (Cm)jaane tu ya (Gm)jaane na phool (F)phir khil jaate hai(F).

0 comments:

Post a Comment